Loading Scripture…
Loading Scripture…
Mark Tribhuvan · Public Domain
Yeshu Tere Kareeb Aane Se,Zindagi Meri Badal Gayi –(2)Yeshu Tere Chhoone Se,Zindagi Meri Sawar Gayi
Tune Mujhe Hai Bachaya,Tune Mujhe Sehlaaya –(2)Main Dhanyavaad Karta Rahoonga,Yeshu Dhanyavaad Karta Rahoonga –(2)Dhanyavaad, DhanyavaadDhanyavaad, Dhanyavaad –(2)
Main Jo Paapon Mein Dooba Hua Tha,Aur Tujhse Door Hua Tha –(2)Tune Mujhe Hai Chhudaaya,Apni Raah Par Chalaaya –(2)Main Dhanyavaad………
Yeshu Ne Aisa Prem Jataaya,Mujhko Apna Beta Banaaya –(2)Apna Lahoo Bahaaya,Jeevan Naya Dilaaya –(2)Main Dhanyavaad……..