Loading Scripture…
Loading Scripture…
OneTribe Production · Public Domain
Tujhsa iss jahan mein aur koi hai nahiTujh bin aasra mera hai na kahinRahoon teri bahon mein priyatam mereTu hi mera sarvasv Yeshu mere – (2)
Aaradhana teri aaradhanaYeshu mere teri aaradhana – (2)
Arpan karta hoon khud ko hathon mein tereDho de mujhko tu prabhu vachanon se tereTeri ichchha par hi tu mujhko chalaBhar de pavitra aatma se mujhko khuda – (2)
Aaradhana teri aaradhanaYeshu mere teri aaradhana – (2)
Chalta main rahoon teri rahon par sadaBanke rahbar mera tu chalna sang khudaTujh par hi bana rahe mera bharosaTu meri chattan rahoon tujhme sthir sada – (2)
Aaradhana teri aaradhanaYeshu mere teri aaradhana