Loading Scripture…
Loading Scripture…
GraceAhmedabad Ratan Maheshwari & Geo Verghese · Used with permission
Kaise Mein Teri Mahima GaunShabdA Bhi Kam Padd JaayenLikhne Baithun Teri BaateinKaagaz Mey Na Samaayen (x2)
Ashcharya Tere Jag My ItneKaise Mein Inko Bayaan Karun (x2)
Teri Prashansa Karun (x2)Dhanyavaad Kahun (x2)
Kis Sey Karu Mein Teri TulnaKaun Hai Tere SamaanToofan Bhi Sunkar Teri Maane,Saagar Bhi Hatt Jaaye (x2)
Ashcharya Tere Jag My ItneKaise Main Inko Bayaan Karun (x2)
Teri Prashansa Karun (x2)Dhanyavaad Kahun (x2)
Mein Laayak Nahi Arpan Mere,Qubool KarleAnugrah Se Mujhko Sampoorna KardeYeshuaa! - 4
Ashcharya Tere Jag My ItneKaise Main Inko Bayaan Karun (x2)
Teri Prashansa Karun (x2)Dhanyavaad Kahun (x2)
Teri Prashansa Karun (x2)Dhanyavaad Kahun (x2)