Loading Scripture…
Loading Scripture…
Vijay Benedict · Public Domian
Main ankhe apni parvat ki or uthaunga –(2)Mujhko hai pata sahayata wahi se paunga –(2)Main ankhe apni parvat ki or uthaunga –(2)Niche dharti upar asma banaya haiParmeshwar hai wo uske gun gaunga –(2)
1) Phisle na kabhi kadam rahon meIsiliye na sota din raato me –(2)Israel ka hai wo rakhwalaUnghega na wo soyega –(2)
Main ankhe apni parvat ki or uthaunga –(2)Mujhko hai pata sahayata wahi se paunga –(2)
2) Kashton se Yeshu mujhe bachayegaRakshak bankar pran sambhalega –(2)Bahar jao ya andar aaoWohi hamesha rakshak hoga –(2)
Main ankhe apni parvat ki or uthaunga –(2)Mujhko hai pata sahayata wahi se paunga –(2)